Added: Sep 28, 2008
From: john1husain
Duration: 6:40
Noha Text: - Bemar-e-karbala meray bemar-e-karbala, - Vo kuon sa sitam hay jo tuj pir nahi huwa, - Rahay khuda may ghar bhi luta kuch nahi bacha Run may tamam hogayay lashker husain ka Hoker aiser shaam kay bazaar tu gaya, - Doobi huwi laho may hay maqhtal ki sar zameen Shabbir qatl hogayey abbas bhi nahi Lekan tumhara lab pay tha khaliq ka shukriya, - Hoker aiser shaam ki janib safar kiya Har marhalay ko sabr-o-tahammul say sar kiya Tariqh kehrahi hay tujhe dard ka khuda, - Darbarey mirray shaam may pohncha jo kafila Ahlay haram say syedday sajjad nay kaha Ummat nay humko ajray risalat yeh kya diya, - Naqoon pay bibiyan hay rasaan basta nungay sar Lagthay thay taziyanay aiseroon ki pusht pir Jaqra huwa hay tuoq may sajjad ka gala, - Beparda qadiyon nay bachayay hay deen ko Zainub nay khudbay phar kay sambhala hay deen ko Bakhshi nabhi ki aal nay islam ko jila - Shamima Begum
Channel: People
Tags: ghulaman-e-abbas(syed husain) john
Rating: ( ratings) Views: 43 Comments:
